Humnava Lyrics by Stebin Ben is recently released hindi song Featuring Stebin Ben Shivangi Joshi. Humnava track lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi and music is given by Sanjeev – Ajay .
Humnava Music Video
Humnava Song Details
Song – Humnava
Singer – Stebin Ben
Music– Sanjeev – Ajay
Lyrics – Sanjeev Chaturvedi
Ek Arsa Hua
Tumse Bichhde Hue
Ek Lamha Tumhein
Bhool Paya Nahi
Mere Dil Pe Nishaan
Tere Pairon Ke Hai
Tere Baad Koyi
Dil Mein Aaya Nahi
Tere Bin Main Akela
Oh Humnava
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Sirhaane Pe Rakhke
Yaadon Ko Teri
Chupkar Zamane Se Roya
Bheegi Palko Se Puchho
Toh Aake Kabhi
Ktini Raaton Se
Main Toh Na Soya
Tere Bin Main Akela
Oh Humnava
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Dil Ki Dehleez Pe
Laut Aa Ek Dafa
Apni Chahat Mere Naam Karde
Main Bikhar Jaunga
Teri Aagosh Mein
Sirf Itna Sa Ehsaan Karde
Tere Bin Main Akela
Oh Humnava
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa
Tere Bin Main Akela
Oh Humnawa